LYRICS
{Chorus}
Yeshu jaldi aayega, woh jaroor aayega,
Kya tum tayaar ho
Yeshu aanewala hai, woh jaroor aayega,
Kya tum tayaar ho (..x2)
Badlo mein aayega,
Humko le jaega
Kya tum tayaar ho
Hallelujah gaenge,
khushiya manaenge
Kya tum tayaar ho (..x2)
{Verse 1}
Fasna na duniya ki janjaal mein,
Yeshu tera hai har ek haal mein
Is jag ki ab tak to chinta nahi,
Sara khajana milega wahin (..x2)
Khatam hua hai lamba safar
Chalna hai le jaaye Yeshu jidhar (..x2)
{Chorus}
Yeshu jaldi aayega, woh jaroor aayega,
Kya tum tayaar ho
Yeshu aanewala hai, woh jaroor aayega,
Kya tum tayaar ho (..x2)
Badlo mein aayega,
Humko le jaega
Kya tum tayaar ho
Hallelujah gaenge,
khushiya manaenge
Kya tum tayaar ho (..x2)
{Verse 2}
Jo ushke rahon pe chalta wahi,
Saath ushko le jayega Yeshu
Jindagi apni tu de de ushe,
Saath le jayega Yeshu (..x2)
Jeevan ko apne dede ushe,
Bana le ushko masiha tera (..x2)
{Chorus}
Yeshu jaldi aayega, woh jaroor aayega,
Kya tum tayaar ho
Yeshu aanewala hai, woh jaroor aayega,
Kya tum tayaar ho (..x2)
Badlo mein aayega,
Humko le jaega
Kya tum tayaar ho
Hallelujah gaenge,
khushiya manaenge
Kya tum tayaar ho (..x2)
People also search for :