LYRICS
{Verse 1}
Pitah Parmeshwar ne humse
Anokha prem hai dikhaayaa
Apna priya Puthra hume diya…
Vishwas uss par jo bhi karey
Ananth jeevan woh paayega
Masih mein bane woh shristi naya…
{Chorus}
Woh mere aradhana ke yogye hai
Poorna samarpan mein karta hoon tujh ko Khuda
Pukaar raha mein Abba hey Pitah
Bhar mujh mein Pavithraathma
Tere pyar ne mujhe azaad kiya….
{Verse 2}
Akaash mein udte panchi
Woh na botein hain aur na weh batorein
Prabhu rakhta un sab ka khayaal
Hum unse zyaadaa mulye hai rakhte
Kyonki hum uske hai khareeden
Woh karta humse beshumaar pyaar
{Chorus}
Stuti aradhana ke yogye hai
Poorna samarpan mein karta hoon tujh ko Khuda
Tere pyar ne mujhe azaad kiya….
Tere pyar ne mujhe azaad kiya….
Tere pyar ne mujhe azaad kiya….
{Chorus}
Mere aradhana ke yogye hai
Poorna samarpan mein karta hoon tujh ko Khuda
Stuti aradhana ke yogye hai
Poorna samarpan mein karta hoon tujh ko Khuda
Tere pyar ne mujhe azaad kiya….
People also search for :