Maa Jaise Sambhalti Hai Chords | Sunny Vishwas

CHORDS

{Chorus}
Maa jaise sambhalti hai
Vaise Yeshu sambhalega
Andhiyare is jag me wo
Tujhko kabhi na chhodega
Tujhko kabhi na chhodega
Maa jaise sambhalti hai

{Verse 1}
Raahon me gar kaante hon
Musibat bhara ho safar
Godi me Yeshu uthake tujhko
Khud chalega kaanton par ..x1
Khud chalega kaanton par ..x2

Maa jaise aansu ponchhti
Har aansu Yeshu ponchhega
Teri ek hansi ke liye
Wo apna lahu baha dega
Wo apna lahu baha dega
Maa jaise sambhalti hai

{Chorus}
Maa jaise sambhalti hai
Vaise Yeshu sambhalega
Andhiyare is jag me wo
Tujhko kabhi na chhodega
Tujhko kabhi na chhodega
Maa jaise sambhalti hai

{Verse 2}
Sukh me sab paas hote hain
Dost saath chalte hain
Dukh me sab chhod jaate hain
Apne begaane ban jaate hain..x1
Apne begaane ban jaate hain..x2

Maa jaise sang sang rahti hai
Vaise Yeshu sang sang rahega
Chahe sukh ho chahe dukh ho
Tujhko kabhi na chhodega
Tujhko kabhi na chhodega
Maa jaise sambhalti hai

{Chorus}
Maa jaise sambhalti hai
Vaise Yeshu sambhalega
Andhiyare is jag me wo
Tujhko kabhi na chhodega
Tujhko kabhi na chhodega
Maa jaise sambhalti hai

People also search for :

Leave a Comment